12th Result 2016 Yhan dekhe




jaise ki aaj 28 may 2016 ko CBSE ka 12th ka result aane wala sabhi Vidyarthiyon ke man me umng or dar dono hote hai  , par aaj CBSE 12th Result 2016 kaa result aa rha hai aaj ham aapko btaayege ki kaise online Result dekha jaata hai bahut baar log apne pass Android Mobile hote hue bhi Net Connection Hote hue bhi wo kisi computer center yaa kisi apne dost ko call karke result dekhte hai or unke man me dar hota hai ki kahi fail naa ho jaaye bahut se student isi chinta me lage rhte hai isi vjh se wo apna result nAHI dekh paate hai aaj ham aapko apna 12th ka result khudh dekhne ki prkirya btaayege . 
Jaane kaise 12th ka result 2016 kaise dekhe follow kre ye step 



  • Sabse Pahle aapko ye sunishit karna hai ki aapko result kaise dekhna hai yaani result dekhne ke 2 trike hai .
  1. EK google par search karke "CBSE 12th Result 2016" search kare or dekhe aapke samne anek site's open ho jaayegi aap unme se bahut si site dekh sakte hai or unpar result dekh sakte hai.
  2. Dusra Sidha rasta hai ki aap site par jaaye jisme all result aata ho or usme aap 12th arts Result or 12th result dekh sakte ho wo site hai  .
  • Apko sabse pahle ek site jiska link me de rha hu jis par sabhi Educations ke Result aate hai jaise 12th result or 12th result 2016 mil jaayege -
  • Site link http://rajresults.nic.in/
  • is site par visit kare or paaye sabhi 12th 12th ke result .
Ab aapko btata hu ki kaise AAP is site se 12th result dekh sakte ho sabse pahe upr di gai site ko ek new tab me open kare or uske baad aapko anek list dikhegi jisme result aaye honge aapko 12th ka result dekhna hai to 12th result par click kare "X" class ka result dekhe us par click karne ke baad aap Apnna roll number dalle jisse aap apna result dekh sakte hai
   

Previous
Next Post »

Advertisment