Life Insurance Ka Fayeda YA Nukshaan ? Padhe Life Insurance Kyon hai Jaruri ?

Life Insurance Ka Fayeda YA Nukshaan ? Padhe Life Insurance Kyon hai Jaruri ?

Dosto me hamesha aapke liye kuch new lana chahta hun jisse aap logo ko kuch sikhne ko mile . Or aaj me laaya hun aapke liye wo chij jise har koi apni jindgi ka ahm hissa maante hai ji han 'Life Insurance' aaj me 'Life Insurance' ke baare me hi btaane wala hun . Ye ham sabhi ke jindgi ka ahm hisaa ban chuka hai kyoki aaj koi bhi hai chaahe mata - Pita ho yaa Bhaai - bahin ya Pati- patni ho Life Insurance sab krwa kar rkhte hai or sab jaante hai ki Life Insurance se hmaare privar kaa bhvishy secure hota hai isi liye sab Life Insurance krwaate hai . Aaj me isi ke faayede or nukshaan btaane jaa rha hu Life Insurance kya hai ? Life Insurance ke faayede kya hai ? Life Insurance ka nukhsan Kya hai ? bahut se swaal jinka jbaaav hame nahi milta hai aaj unhi ke jbaav me yhan likh rha hun . 

Kya hai Life Insurance ? 
Aaj Pure India , America , Japan and bahut se desho me Life Insurance se log apne privar ka bhvishy secure karte hai . Life Insurance ye ek aisi padati hai jisse ham dhire dhire hnaare privaar ke baare me itna dhan jmaa kar lete hai ki agr hmaari mrityu ho bhi jaati hai to uske baad hame hmaare parivaar ki chinta hi nahi rhti hai kyoki Life Insurance ki vjh se hmaare privaar ko paisa milta hai or wo apni jindgi asaani se kaat sakte hai . Bahut kam Log Life Insurance kaa fayeda utha paate hai Life Insurance ek system or bhi hai jisse ham apne pure paise bhar kar Life Insurance loan utha sakte hai or ek nyaa bushiness  shuru kar sakte hai . 
kya hai Life Insurance ka Nukshaan ? 
jis chij ke faayede anek hote hai uske ghaate bhi anek hote hai ye to sab jaante hai aisa hi hai Life Insurance iske faayede bahut hai par ek nukshaan bhi hai . Kya nukshaan hai iska ? to aapko bta dun ki tv par aap khabr jrur sunte honge or news jrur padhte honge Insurance  ke liye ek patni apne pati ko maar sakti hai or ek pati apni patni ko aapne ye jrur dekha or padha bhi hoga ki  Insurance ki khaatir 'ek pati ne ek patni ko maar diya hai ?
bahut jruri hai Life Insurance krvana . 
Life Insurance krwana bhi bahut jruri hai agr aapne abhi tak Life Insurance nahi krwaya hai to jald hi krwyaaye kyooki ye ek mouka hota hai .  
Agar Jindgi me kuch karna hai to me kahuga Life Insurance jrur krvaayen jite ji to ham sab kuch karte hai apne privaar ke liye par Marne ke baad bhi karne ka ek mouka hai Life Insurance . 
 
Previous
Next Post »

1 Comments:

Write Comments
7 August 2016 at 04:29 delete

Good Sir aapne bahut sahi likha hai aaj ke jmaane me patniyan pati ko maar deti hai paiso ke liye .

Reply
avatar

Advertisment