Photo Editing Ka Sabse Best ( acha) Android App ( Shoftware) (एंड्राइड मोबाइल में सबसे अच्छा फोटो एडिटर एप्प)

 Photo Editing Ka Sabse Best ( acha) Android App ( Shoftware) (एंड्राइड मोबाइल में सबसे अच्छा फोटो एडिटर एप्प) 

Photo Editing ka shonk aaj sabhi logo ko hai or sab chahte hai ki wo bhi Apni photo ek acche trike se edit karne pr bahut baar aisa hota hai ki log achi editing ke chakkr me apni achi- khaasi photo ko bekar kar dete hai. Aaj me Apko photo editing ka ek best app btane jaa rhan hu jisse aap apni photo ko bahut hi acha look de sakte hai . vaise me photo editing me Mahir to nahi hu jo har chij aapko btan dun par jo app me kabhi kabhi use karta hu wo mujhe bahut achha lagta hai . Ek acha photo editor app hai jo me use karta hun . Aaj me aapko usi Photo editing app ke bare me btane jaa rha hun jisse aap apni photo ko ek accha look de sakte ho.  
Photo Editor Best app , Photo Edit karne ke acche software , Android photo editor app

Top 10 Best Photo Editor in Android Mobile (10 शानदार फोटो एडिटिंग सोफ्टवेयर जो आपकी फोटो को चमका देगें)   

 

To aaj jante hai ki wo konsa app hai jo sabse acchi editing karta hai aaj me kuch aise hi app kaa naam btane jaa rha hu jinhe aap google ply store se asaani se download kar skte ho . 

1. Prisma: Aaj sabhi ko photo ediitng ka shonk sab chahte hai ki online acche se photo edit ho , or wahi photo facebook, twitter or Instagram par share karne se aapko acche like mile to aap Prisma use kar sakte ho ye aaj internet duniya me best photo editor hai.

2. Adobe Photoshop Express: Photo editing ka master khlane wala Adobe Photoshop Express jo kisi bhi photo ko nya look dene me expert hai. Adobe Photoshop ka use computer , pc me bhi hota hai. aap ise apni photo edit karne ke liye use kar sakte ho. 

3. AirBrush: Prishma ke baad Airbrush hi hai jo selfie expert hai jo aapko selfie ko ek nya look de sakte hai. Bhuat baar hame apni photo ko or shandaar bnane ke liye aap AIRBrush ka use kar sakte ho. 

4. PhotoDirector: Photo editing me expert hai ye software android mobile me sabse best maana jaata hahi is app ko or mene khud iska use kiya bhi hai. aapko me is app ko recamnded kruga ki aap ise use karen.

5. Cymera: the portrait photographer : Is app ka use karna uske liye sabse best hai. ye kisi bhi black photo ko white karne me expert hai. kisi bhi mobile ke liye software bilkul free hai. aap isse apni website ke liye kisi bhi trh ki photo bnaa skate hai. 

 


Previous
Next Post »

Advertisment